Agar Jupiter aapki Kundli Mein Chandrama se Kendra mein sthit hai. Pani Jupiter ki position Moon se count Karke 1,4,7,10 gharon mein ho to yah gaj kesari Yog kahlata hai. Yah Ek powerful Dhan Yog ki category Mein Aati Hai.
It is my general observation Ki agar aapki Janm Kundli mein Guru Mangal Ki yukti Hai Ya Ek dusra aspect Karke relation bana.
Agar janam kundli Mein Aapka Lagan Lord dusre Bhav yani Dhan bhav mein dhan bhav ke Swami ke sath yuvti Banakar Baitha ho. yah Yog aapko dhanyvad banata hai. Yah Singh Lagan ki Kundli hai. Ismein Surya Jo Ki Lagan ka Swami hai. Dusre budh bhav Mein ganesh yani ke sath baitha hai.